Durood e Taaj ki bhot barkaten hain is ko parhney walay ka dil Allah ki taraf lag jata hai or wo Allah ki rehmatu se faida utha tha hai.
Murshid e azam farmatay haIn ke jo shaks durood e taaj sharief ko roz ik dafa subha or ik dafa shaam parh lya kareyga Allah ka us par khaas karam hojata hai or us ke tamaam rukey huyea kaam hone lag jatay hain,nahosat or bandishay dor hojati hain or uski pur sukoon zindaghi ka aghaaz hojata hai...
No comments:
Post a Comment